Highway 27 tha, Main bike pe sawaar tha, Raftaar 90 paar thi,Soch raha tha ye wali ke pichle walli, Zyada ghatiya kaunsi sarkaar thi,Donon or baajre ki fasal peeli pad rahi thi,Duniya dekh ke mere mann ki khaal neeli pad rahi thi,fir bhi soch raha tha koi khushi ka geet gungunane ko,mann me tooti footi…
Tag: rahgir
Beta Rahgir | बेटा राहगीर by Rahgir
Hamaare mohalle ke aakhir me ghar hai,Rahti hai usme Geeta maa’n,is baar jo ghar main gaya to,boli beta chai peeta jaa,boli beta hum to boodhe ho chale,ladka hamara bhatak gaya,ladke ki jo baat chali to,boodha chehra latak gaya,boli, Beta Rahgir, tu hi samjha, hamaari to ye sunta nahin.Beta Rahgir, tu hi samjha, hamaari to ye…
